Dishoom Movie Toh Dishoom Lyrics, Dishoom Movie 2016 Toh Dishoom Full Song Lyrics
Mujhe Yaad Hai Wo Batein
Mere Bachpan Kih
Daddy Kahete Thhe Khota Sikka
Chalega Nahi
Mummy Pyar Se Khilaati
Daal Chawal Aur Dahin
Maa Ke Hatho Ka Wo Jadu
Five Star Main Nahi
Marr-Marr Ke Meeli College Degree
Meri Job Ik Tragedy, Hain Joke Salary
Ek Ladki Mili Thih
Wo Bhi Dump Kar Gayin
Dump Hone Koh Baitha Hu
Koe Mile To Sahin
Oh Hon
Banda Sidha Rab Da Mein, Yeah
Ditto Tere Warga Mein, Unh
Kaam Ghalat Koe Karda Te
Fir Naa Ush Ko Chhad'Da Mein
Kisi Ladki Ko Chhede Koi, Toh Dishoom
Kare Cheating Aur Khele Koi, To Dishoom
Mere India Koh Bura Kaha, Toh Dishoom
Jana Gana Peh Naa Khada Huwa, To Dishoom
Toh Dishoom, To Dishoom
Toh Dishoom
Bathroom Me Kishore Da
Ke Gaane Gata Hun
Katy Perry Ki Me Photo
Sang Leke Nahaata Hu
Mere Aaju-Baju Bikini Me Babes Nach'Di
But Life Koe Honey Singh Ka Video Nahin
Din Ko Me Chahe Jitna Bhi
Hero Hota Hoon
Raat Ko Takiye Kih Jhappi
Leke Sota Hoon
Kabhi-Kabhi Kisih Party Mein
Jyada Ho Gayi
To Yaad Kar Keh Baatein Puraani
Khub Rota Hoon
Banda Sidha Rab'Da Mein
Ditto Tere Warga Mein
Ek Wari Haath Fad Laan Taan
Fir Kadi Nahi Chhad'Da Main
Ram-Rahim Ladaye Koe, To Dishoom
Chhote Bacchon Koh Daraaye Koi, To Dishoom
Nasha Kar Ke Joh Aaye Koi, To Dishoom
Mere Bhai Koh Sataye Koi, To Dishoom
Toh Dishoom, Toh Dishoom
Toh Dishoom
[RAFTAAR:]
Kabhi Naa Karu Mein Kaam Koi Aisa
Ke Jish Seh Jhuke Meri Gardan
Jeeta Hun Cheeta Hu
Paapon Seh Sikha Hun
Mujh Pe Hain Kuchh Burden
Jai Seh Hurdam
Ghar Chalana Hain Jai Se Yaa Tai Seh
Chhote Sapno Keh Liye Jodu
Paise Kaise-Kaise
Are Kaise-Kaise Kaam Kare
Taaki Naam Bane
Duniya Dekh Ke Mujh Ko
Bhaijaan Ram-Ram Kare
Par Dhyaan Rahein Mujh Ko Kabhi Na Chhedna
Dene Mein Ekk Dishoom Mujh Ko Lagegi Der Naa
Banda Seedha Rab Da Mein
Ditto Tere Warga Main
Kaam Ghalat Koe Karda Teh
Fir Naa Ushko Chhad'Da Main
Khud Apni Badhai Kari, To Dishoom
Ratta Maar Keh Padhai Karih, Toh Dishoom
Rishwat Lekeh Kaam Kiya, To Dishoom
Raste Peh Traffic Jaam Kiya, Toh Dishoom
Public Bhadkae Koi, Toh Dishoom
Meri Bandi Koh Pataye Koi, To Dishoom
Chalu Picture Main Phone Baja, Toh Dishoom
Gaana Shun Ke Na Aaya Majha, To Dishoom
Toh Dishoom, To Dishoom
Toh Dishoom
Also See: DISHOOM (2016) MOVIE SONGS
Toh Dishoom Song Details
- Singers: Shahid Mallya, Raftaar
- Music Composer: Pritam
- Lyrics by: Mayur Puri
- Duration: 04 MIN & 02 SEC